Galti toh hrr koi krta hein..
Prr maafi sirf usse hein milti hein jo uss galti se kuch seekhta hein.
Ek Galti,,
Galti tabhi keh laati hein jb vo galti, galti krne vaale ko kuch seekhlati nhi hein.
Jeet taa toh vahi hein jo apni galtiyo se seekhta hein.
Galti toh hrr koi krta hein prr galtiyo se seekhta vahi hein...
jo jeevan mein jokhim (risk) uthata hein,,
Galti krta hein, Uss Galti se kuch seekhta hein aur Jeevan mein aage Brhhta hein.
Galtiyo ke alag alag maaene hotee hein....
kuch loggo ke liye galti, ek galti heee rhe jaati hein,,
Aur....
kuch loggo ke liye galti, unke lukshya kee raah mein ek seekhne ki seerhhi ki tarah kaam krti hein,
Jo unhe unkee lukshya kee paas pahunchati hein,,........
Galti, ek chotti si galti...yaa toh bhut kuch seekha jaati hein,,
ya rolla jatee hein.....
Galti,, ek chotti see galti....