Tuesday, December 11, 2012

A Tie of Affection and Trust (Dedicated to My Idol & Sis Gitanjali Kalia)



Years ago..
A day came in my life,
When I joyously smiled..
That moment was glorious,
When I found you as an inspiring awe in my life.
In your company I feel so alive,
And it feels as if my troubles are saying goodbye.
No matter what happens,
But for you my love and respect is endless.
I admit that sometimes little arguments haps,
But these jerks can never break our beautiful thread of closeness!
Your love and recognition is not merely gestures,
but they are a  source of encouragement in my aliveness.
Just like a beautiful rainbow in the sky,
you splashed  brightness  and  freshness on the canvas of my life.
A day came in my life,
when I  joyously  smiled..

Friday, November 16, 2012

आज..



ज़िन्दगी थी पहले भी..
पर लक्ष नही था,
आज लक्ष हैं, पाने की चाह हैं , राह हैं,
कशमकश हैं तोह  डर  भी हैं ..
पर कही एक ख़ुशी हैं कि..
आज मेरे पास मै हू ..

ढूँढती थी जिसे दूसरो में कभी,
आज उसको अपने मे ही पा लिया हैं..

डरती थी खोने के डर से कभी
पर आज पता चला हैं
कि,
जो कभी अपना था ही नही
उसको खोना भी क्या खोना

एक खामोशी सी हैं आज
पर इस खामोशी में वो
दर्द , तनहाई और प्यार हैं
वोही प्यार
 जिसे कभी  किसी और में ढूँढती थी..


Monday, October 22, 2012

कुछ तो है..



ये एक नशा हैं, या एक गुम्हार हैं,
जो भी हैं बेशुमार हैं..
खोया हैं पल या 
पल में खोयी हू,
लगता तोह, ये एक एहसास हैं,
या ये साँस कुछ ख़ास हैं..

कल तक तोह अनजान थी.. 
इस लम्हे से,
पर अब ये लम्हा मेरी जान हैं.. 

रास्ता भी था, मंजिल भी थी, 
पर रास्ता यू धुंधला सा था.. 
जहा चल भी ना पाई,
रुक भी ना पाई..

कुछ ही लम्हों की हैं ये 
ज़िंदगी की दास्ताँ,
फिर  
तोह मंजिल एक ही हैं..

जहा ना तो कोई सुख हैं, 
ना ही कोई दुख हैं,
कुछ हैं तोह केवल एक ख़ामोशी हैं.. 
ज़िन्दगी के उस पार की ख़ामोशी, 
मौत की ख़ामोशी....    

Friday, October 12, 2012


अजनबी  ज़िन्दगी..



आखिर क्या हैं यह ज़िन्दगी.. 
हकीकत क्या हैं इसकी, 
क्या यह ऐश और आराम हैं..
या ये  दौलत हैं.. 
दौलत हैं तोह कीमत क्या हैं.

क्या यह प्यार हैं,
प्यार हैं तोह इकरार क्यों नहीं..
मोहब्बत हैं तोह क्या इसकी इज्ज़त हैं..
नफरत हैं तोह क्या इसकी ज़रुरत हैं..
ख़ुशी हैं तोह आंसू क्यों हैं..

क्या ज़िन्दगी एक रास्ता हैं,
रास्ता हैं तोह मंजिल कहा हैं..
क्या ज़िन्दगी दर्द हैं,
दर्द हैं तोह गुजरना कठिन हैं..

क्या यह एहसास हैं,
एहसास हैं तोह क्या यह ख़ास हैं,,
में बताऊ ज़िन्दगी क्या हैं ?

मेरे लिए तोह कुछ नही..
बस एक साँस  हैं,
ज़िन्दगी..

Tuesday, September 25, 2012


Just Remember



I never meant to leave you,
I never meant to hurt you,
Could I have only stayed..

We would be going on in life
Smiling, giggling, Happy happy,
With all the plans we made
But now all the times have changed..

Hopes and dreams we shared,
Are nothing just sweet memories..

Remember the times you used to,
Make me laugh by your jokes..
Remember  the good times,
 the joys we have shared..

Remember how you came into my life,
And how i ignored you,
And kept you aside....

But Remember,
All I know now is,
I really cared..

Think back on all the chit-chats
And wipe away your sorrows
Don’t stay in the past,
Now is the time to move fast..
Move on in life,
Every day is a brand new start..

Just remember..
I never meant to leave you
But some things are just not possible..





Sunday, August 26, 2012

Gehraiyon se Bhari Zindagi..




Kisi cheez se bhaagna aasan nhi hota,
Zindagi ke safar mein kuch bhi hrr pal saath nhi hota..

Imtihano se bhara hein jahan,
Jaha pyaar hota hein prr ikraar nhi hota..

Thokr aur Mushkiley kaha nhi hoti
Prr,
Maanta jo nhi mushkilo se haar
Haasil krta hein vo hee jeevan mein apna
Hrr khwaab..

Harr pal aasman ki nhi
kabhi
Zameen ki bhi talaash krr..

Sab kuch aatam vishvas mein hein,
Khud mein jhaank
Kisi aur mein na talaash kr..

Talaash krni hee hein toh,
Jeene ki
Ek  khubsurat si wajah ki talaash kr..

Hrr zindagi ki ek manzil hoti hein,
Seedha nhi milti toh kya
Bhatakte-bhatakte  mil hee jaati hein..

Zindagi ki raah mein,
Bhatakta kon nhi..
Prr hr bhatakne vaala Gumrah nhi hota..

Gumrah toh voh hein
Jo kabhi
Drr ke maare apne aaram ki zindagi
 se bahar nhi nikalta..

Friday, August 24, 2012

Sometimes in Life..

Sometimes....
The sunshine seems to be bright less..
The sea shore becomes dry..

It feels Far from this world
 A world with a lot of rush
Chit chat, fake people..


Falling  into another world 
To a place I don't know,

I am unaware of..

Everything's moving here..
With no place to go..


Here, alone again, 
One more day dedicated to love ones missed


Sitting with an empty soul, not sad, 
Not happy or glad but pissed, 
Thinking back of those times


Happier times 
With those who are gone..


Wednesday, August 22, 2012

Zindagi ek Kitab..

Ek anjaan si kitab hein meri zindagi 
Jaane konse ehsaas se bhari hein yeh zindagi

Palat te rhe pane (page), bdalti rhi likhavtee
Bdalte rhe din, bdalta rha dorr..
Pr bdle nhi shabd, na hee bdle jazbaat


Raste bdle, humraahi bdle
 Logg bdle, Suratee bdli
Prr
Bdla nhi voh drrr kuch khone ka drr 
Aur
Chalta rha samay, Chalti rhi mein..




Sunday, August 19, 2012

Parichay..


Abhi baaki hein kuch....kuch baaki hein abhi,
Mera Parichay mujhse baaki hein abhi,
Aakhir hu kon mein....kon hu mein,
kabhi shaant hu mein 
toh
kabhi toofan hu mein,
kabhi naadaan hu mein 
toh
kabhi shaitaan hu mein..
kabhi khud ke kareeb hu mein 
toh
kabhi khud se Anjaan hu mein..

Akele pnn mein doobti jaa rhi kashti hu mein
ya
Jazbaaton se bhaagti ladki hu mein..

Kisi ke liye jeevan jeene ka maksud hu mein
toh
Kisi ke liye perho ke neeche ki dhool hu mein.. 

Pr jo bhi hu, Jaisi bhi hu,
Dil se sachi Insaan hu mein.. 

Wednesday, July 11, 2012

Anjaan Safar yeh Zindagi ka..




Zindagi ke safar mein..
Rustee unek hein,
Par
Manzil ek hee hein

Kuch log
 Zindagi jeetay hein,
Toh
Kuch log kaat te hein..
Kuch khaney ke liye jeetay hein,
Toh 
Kuch jeenay ke liye khatey hein..

Har ruste mein kthinayeya hoti hein,
Thokar bhi bajti hein,
Log rote hein,
Toh,
Husste bhi hein,
Prr hota toh vahi hein,
Jo Khuda ke mnn mein hota hein..

Kuch logo ke naam,
Jeet aur khushi hoti hein..
Toh
Kuch ke naam,
 Haar aur rona hota hein..

Na hee
Jo kaam krta hein ,
Usko jeet milti he milti hein..
Aur
 Na hee,
Jo haar jaate hein unhone,
Kuch kiya nhi hota..

Mehnat toh bahut log krte hein,
Pr
Hrr kisi ke naam jeet nhi
  likhi hoti..

Aaj ke duniya mein toh,
Mukhate pe mukhate hein..

Jo log asliyat dekhate hein veh,
Gundey aur Sakht swbhav vale maane jate hein..
Aur jo log
Har pal mukhotte bdalte hein,
Unhe mast aur sacha maana jata hein..

Aisa hee kuch hein yeh safar, 
yeh anjaan safar,
Zindagi ka Safar..

Saturday, July 7, 2012

Pal Pal ke Khayalaat..


Kisiko milkr usko yuh hee bhula paana.. 
Munkin toh hein,
 Prr
Aasaan nhi..

Mujhe khabrr thi woh mera nhi,
firr bhi iss dil ne usko apna bna liya..


Agrr pta heee tha ki saath mumkin nhi 
toh,
Judaai se lgta kyu hein drr ab..?


Socha tha aisa nhi ho skta,
pr hota hein vahi jo
 Takdir mein likha hota hein.

Socha na tha ki iss duniya mein, 
aisa haal bhi hota hein..
Ki bahar toh hrr pal koi hustaa hein 
Prr
Andrr din b din rota hein..

Ab toh yeh hee tamanaa hein dil ki
Kabhi koi roye 
Aisa khuda na kre..
Kabhi koi dil ke kareeb aaye
Toh firr durr na jaaye..







Monday, July 2, 2012

Ek khamoshi..




Hona tha kya, ho kya gya,
Paana tha kuch, Paa kuch aur hee liya...

Guzarte rheee pal, Guzarte rhe raastee,
Mein yahan thi tum nhi...

Har pal socha yhi..Har pal chaaha yhi,
Sab kuch khoya toh kuch paaya bhi sahi...

Tumne yeh na jaana,
Tumne mujko na pehchaane...

Hein bus abb ek,
Khamoshi yaaha..

Behtey thee kbhi aansu,
Thee tanhaayi ke lamhe..

Guzarte rhe pal, rota rha dil,
Thumm saa gya tha samah...

Thokr kha ke tumt tee thi kabhi hrr pal,
Prr iss pal, aaj uthna seekh gyi...

Huss krr aansu pina
Aur
Hard dumm muskurana
seekh liya mene…

Hein bss kuch bcha iss pal
Toh keval
Ek khamoshi yaha pe..








Sunday, June 10, 2012

Zindagi- Muskuraate chal, Gummo ko bhulaate chal..


Zindagi ke safar mein..
Kabhi din hein toh kabhi raat hein,
Aaj hein kal nhi,
Kuch bunn na hein toh sitaara bno,
Hr pal chamakte rho,
Muskurateee rho.

Baantni hein toh khushi baant,
Gumo ko naa kabhi zaahir krr,
Dil ki gheraayio mein gum chupaate chal,
Zindagi mein muskuraate chal.

Zmaane ke bhi kahi rung hein
kabhi dhup,
kabhi chhao
 toh
kabhi Numm hein.

Subh se lekar raat tak bhaagti rheti hein yeh zindagi,
Kuch beykhabr see ghumti rheti hein yeh zindagi.
Aaj muskuraate raho..
Beetay huye palo ko yaad krte chalo..
Kya pta kal Chehro ko musurana
Aur
Dimag ko purane pal yaad ho na ho.

Jinhee aapna maano unko aapna pnn zaahir kro
Kal kya pta woh ho na ho…
Muskuraate chalo,
Gummo ko bhulaate chalo..